Author Archives: Ahad gaming. tv
Pak vs Wi 1st warm match
Pakistan ne pehla t20 world cup ka warm up match Jeet Liya ha west indies ne pehla batting karta hua 130 runs score Kiya Pakistan ki bowling ki tarf sa sab sa achi bowling imad wasim ne ki or Pakistan ki tarf sa sab sa mahnga tareen bowler Shaheen shah afridi raha tha is match me Haris rauf ne Shuru ma achi bowling karwai lakin akhri over un ko diya gaya to unu ne 1 over ma 5 choka khaya polard se or over ki akhri bowl pe wo out ho gaya or west indies ka batsman bohut slow khal raha tha jis ki Waja se wo 130 runs bnana ma kamyab hua or is ka Pakistan ki batting kitarf sa Rizwan jaldi out ho gaya or babar or fakhar ne achi innings khal kar team ko match jitwa diya
